Thursday, July 28, 2011
Khap 2011 All Lyrics
DEEWANGI LYRICS MOVIE KHAP-2011
Movie: Khap
Song Name:Deewangi ab na kam
Music Director: Annujj Kappoo
Music Composer: Annujj Kappoo
Singer: Shaan, Shreya Ghoshal
Length: 04:36
Deewangi Song Lyrics
Deewangi ab na kam ho
Yeh aashiqi kam na ho
Yeh bekhudi ab na kam ho
Ab yeh khushi kam na ho
Ho..Ab nahi hai dhuaan, khul gaya samaa
Ho gaya hai jawaan ab nasheela samaa
Kal ki woh dastaan
ab na dhoondo yahaan
kal ke beete nishaan
Deewangi ab na kam ho
Yeh aashiqi kam na ho
Kam na ho
Humko manzil mili humko saahil mila
Zindagi me chala pyar ka silsila
Tumne ye kya kaha humne ye kya suna
Phir dhadakane laga jhoom kar ye jiya
Gham ka sooraj dhala, phool man ka khila
Mit gaya faasla ab raha na gila
Deewangi ab na kam ho
Yeh aashiqi kam na ho
Deewangi ab na kam ho
Yeh aashiqi kam na ho
Yeh bekhudi ab na kam ho
Ab yeh khushi kam na ho
Yeh raat ki tanhaiyaan chhayi hai madhoshiyan
Sun lo zara kehti hai kya chupke se khamoshiyan
Tum ho mere humsafar jeevan ke har mod par
Jayenge ab hum kahaan
Daaman tera chhod kar
Deewangi ab na kam ho
Yeh aashiqi kam na ho
Yeh bekhudi ab na kam ho
Ab yeh khushi kam na ho
Song Name:Deewangi ab na kam
Music Director: Annujj Kappoo
Music Composer: Annujj Kappoo
Singer: Shaan, Shreya Ghoshal
Length: 04:36
Deewangi Song Lyrics
Deewangi ab na kam ho
Yeh aashiqi kam na ho
Yeh bekhudi ab na kam ho
Ab yeh khushi kam na ho
Ho..Ab nahi hai dhuaan, khul gaya samaa
Ho gaya hai jawaan ab nasheela samaa
Kal ki woh dastaan
ab na dhoondo yahaan
kal ke beete nishaan
Deewangi ab na kam ho
Yeh aashiqi kam na ho
Kam na ho
Humko manzil mili humko saahil mila
Zindagi me chala pyar ka silsila
Tumne ye kya kaha humne ye kya suna
Phir dhadakane laga jhoom kar ye jiya
Gham ka sooraj dhala, phool man ka khila
Mit gaya faasla ab raha na gila
Deewangi ab na kam ho
Yeh aashiqi kam na ho
Deewangi ab na kam ho
Yeh aashiqi kam na ho
Yeh bekhudi ab na kam ho
Ab yeh khushi kam na ho
Yeh raat ki tanhaiyaan chhayi hai madhoshiyan
Sun lo zara kehti hai kya chupke se khamoshiyan
Tum ho mere humsafar jeevan ke har mod par
Jayenge ab hum kahaan
Daaman tera chhod kar
Deewangi ab na kam ho
Yeh aashiqi kam na ho
Yeh bekhudi ab na kam ho
Ab yeh khushi kam na ho
Thursday, July 21, 2011
Chand Wahi Hai Movie U R My Jaan - 2011
Movie: U R My Jaan
Song Name:Chand Wahi Hai
Music Director: Sanjeev Darshan
Lyricist: Sameer
Singer: Javed Ali - Shreya Ghoshal
Length: 04:38
Chand Wahi Hai Lyrics
chaand wahi hai, raat alag hai
wahi saawan, barsaat alag hai
phool wahi hai, khushbu judaa hai
maajra kya yeh mere Khuda hai
kya yeh jaadu pyaar ka hai x 2
chaand wahi hai, raat alag hai
wahi saawan, barsaat alag hai
na beqaraari, na to nasha tha
pehle nahi kuchh aisa huwa tha
aawaargi hai, deewaana pan hai
bechain itna kiyun aaj mann hai
kya yeh jaadu pyaar ka hai x 2
chaand wahi hai, raat alag hai
wahi saawan, barsaat alag hai
raahain gum hain, main chal rahi hun
sardiyon mein bhi main jal rahi hun
hone laga hai badlaaow mujh mein
koi kashish hai jaan-e-jaan tujh mein
kya yeh jaadu pyaar ka hai x 2
chaand wahi hai, raat alag hai
wahi saawan, barsaat alag hai
Song Name:Chand Wahi Hai
Music Director: Sanjeev Darshan
Lyricist: Sameer
Singer: Javed Ali - Shreya Ghoshal
Length: 04:38
Chand Wahi Hai Lyrics
chaand wahi hai, raat alag hai
wahi saawan, barsaat alag hai
phool wahi hai, khushbu judaa hai
maajra kya yeh mere Khuda hai
kya yeh jaadu pyaar ka hai x 2
chaand wahi hai, raat alag hai
wahi saawan, barsaat alag hai
na beqaraari, na to nasha tha
pehle nahi kuchh aisa huwa tha
aawaargi hai, deewaana pan hai
bechain itna kiyun aaj mann hai
kya yeh jaadu pyaar ka hai x 2
chaand wahi hai, raat alag hai
wahi saawan, barsaat alag hai
raahain gum hain, main chal rahi hun
sardiyon mein bhi main jal rahi hun
hone laga hai badlaaow mujh mein
koi kashish hai jaan-e-jaan tujh mein
kya yeh jaadu pyaar ka hai x 2
chaand wahi hai, raat alag hai
wahi saawan, barsaat alag hai
Bin Tere We Mahi Movie U R My Jaan - 2011
Movie: U R My Jaan
SongName:Bin Tere We Mahi
Music Director: Sanjeev Darshan
Lyricist: Sameer
Singer: Master Salim - Richa Sharma
Length: 05:46
saagar angaara lagta hai
banjar jag saara lagta hai
teri yaad hawa mein behti hai
ek bheerr si hoti rehti hai
bin tere we maahi bin tere kiyun mera dil nai O lagda x 2
nai O lagda dil nai O lagda x 8
dhoondun main rasta manzil mein
ek aas kahin zindah dil mein
chaahat yeh kahaan le aai hai
yahaan chaaron taraf tanhaai hai
bheegi aankhon mein khawaabon ka basera we maahi ab nai O saj da x 2
bin tere we maahi bin tere kiyun mera dil nai O lagda
do aahon ki majboori ka
aaya hai mausam doori ka
dharkan pe zakhm ka pehra hai
lamha lamha kahin thehra hai
meri nazron ko koi bhi nazaara ni sohnri ab nai O jachda x 2
bin tere we maahi bin tere kiyun mera dil nai O lagda
aise sadme se guzarti hun
na jeeti hun, na marti hun
tere khawaab mein doobi hain aankhain
tere naam pe atki hain saansain
ek tere siwa yeh dil mera rab se kuchh aur nai O mangda x 2
bin tere we maahi bin tere kiyun mera dil nai O lagda
nai O lagda dil nai O lagda x 8
SongName:Bin Tere We Mahi
Music Director: Sanjeev Darshan
Lyricist: Sameer
Singer: Master Salim - Richa Sharma
Length: 05:46
Bin Tere We Mahi Lyrics
banjar jag saara lagta hai
teri yaad hawa mein behti hai
ek bheerr si hoti rehti hai
bin tere we maahi bin tere kiyun mera dil nai O lagda x 2
nai O lagda dil nai O lagda x 8
dhoondun main rasta manzil mein
ek aas kahin zindah dil mein
chaahat yeh kahaan le aai hai
yahaan chaaron taraf tanhaai hai
bheegi aankhon mein khawaabon ka basera we maahi ab nai O saj da x 2
bin tere we maahi bin tere kiyun mera dil nai O lagda
do aahon ki majboori ka
aaya hai mausam doori ka
dharkan pe zakhm ka pehra hai
lamha lamha kahin thehra hai
meri nazron ko koi bhi nazaara ni sohnri ab nai O jachda x 2
bin tere we maahi bin tere kiyun mera dil nai O lagda
aise sadme se guzarti hun
na jeeti hun, na marti hun
tere khawaab mein doobi hain aankhain
tere naam pe atki hain saansain
ek tere siwa yeh dil mera rab se kuchh aur nai O mangda x 2
bin tere we maahi bin tere kiyun mera dil nai O lagda
nai O lagda dil nai O lagda x 8
Mein Zamein Pe Hu Movie U R My Jaan - 2011
Movie: U R My Jaan
Song Name:Mein Zamein Pe Hu
Music Director: Sanjeev Darshan
Lyricist: Sameer
Singer: Shreya Ghoshal
Length: 04:52
Mein Zamein Pe Hu Lyrics
main zameen pe hun, aasmaan mein hun
Rabba! tu bata, Rabba! tu bata
is jahaan mein hun, saahilon pe hun
kehkashaan pe hun
Rabba! tu bata, Rabba! tu bata
kis jahaan mein hun
na hosh hai, na khayaal hai
na khushi mujhe, na malaal hai
[repeat]
main akeli bhi kaarwaan mein hun
Rabba! tu bata, Rabba! tu bata
kis jahaan mein hun
chalte chalte ruk jaaon, rukte rukte main chal deti hun
aate jaate bewajah hi raasta main badal deti hun
na hosh hai, na khayaal hai
na khushi mujhe, na malaal hai
main akeli bhi kaarwaan mein hun
Rabba! tu bata, Rabba! tu bata
kis jahaan mein hun
kya huwa hai, kiyun huwa hai, mujh ko to nahi kuchh pata hai
main deewaani lagti hun, is main na meri kuchh khata hai
na hosh hai, na khayaal hai
na khushi mujhe, na malaal hai
main akeli bhi kaarwaan mein hun
Rabba! tu bata, Rabba! tu bata
kis jahaan mein hun
Song Name:Mein Zamein Pe Hu
Music Director: Sanjeev Darshan
Lyricist: Sameer
Singer: Shreya Ghoshal
Length: 04:52
Mein Zamein Pe Hu Lyrics
main zameen pe hun, aasmaan mein hun
Rabba! tu bata, Rabba! tu bata
is jahaan mein hun, saahilon pe hun
kehkashaan pe hun
Rabba! tu bata, Rabba! tu bata
kis jahaan mein hun
na hosh hai, na khayaal hai
na khushi mujhe, na malaal hai
[repeat]
main akeli bhi kaarwaan mein hun
Rabba! tu bata, Rabba! tu bata
kis jahaan mein hun
chalte chalte ruk jaaon, rukte rukte main chal deti hun
aate jaate bewajah hi raasta main badal deti hun
na hosh hai, na khayaal hai
na khushi mujhe, na malaal hai
main akeli bhi kaarwaan mein hun
Rabba! tu bata, Rabba! tu bata
kis jahaan mein hun
kya huwa hai, kiyun huwa hai, mujh ko to nahi kuchh pata hai
main deewaani lagti hun, is main na meri kuchh khata hai
na hosh hai, na khayaal hai
na khushi mujhe, na malaal hai
main akeli bhi kaarwaan mein hun
Rabba! tu bata, Rabba! tu bata
kis jahaan mein hun
Mera Maula Kare Movie U R My Jaan-2011
Movies: U R My Jaan
Song Name: Mera Maula Kare
Music Director: Sanjeev Darshan
Lyricist: Sameer
Singer: Roop Kumar Rathod
Length: 05:22
Mera Maula Kare Lyrics
jo bekhudi hai aankh mein teri
woh bekhudi sharaab mein kahaan
jo taazgi hai husn mein tere
woh taazgi gulaab mein kahaan
jo shaaeyri hai jis mein tere
woh shaaeyri kitaab mein kahaan
tera husn salaamat rahe rahe
teri mujh pe inaayat rahe rahe
meri zindah mohabbat rahe rahe
mera maula karay, mera maula karay, mera maula karay x 2
teri ghaneyri zulfon ke saey mein
duniya basaaon main, duniya basaaon
chehre ke tere roshan ujaale se
raatain sajaaon main, raatain sajaaon
tera husn salaamat rahe rahe
teri mujh pe inaayat rahe rahe
meri zindah mohabbat rahe rahe
mera maula karay, mera maula karay, mera maula karay x 2
nazron mein door tak bikhre hain jalwe tere
in ko nihaaron main, in ko nihaaron
aaeina torr dun aankhon ke darpan mein
tujh ko sanwaarun main, tujh ko sanwaarun
tera husn salaamat rahe rahe
teri mujh pe inaayat rahe rahe
meri zindah mohabbat rahe rahe
mera maula karay, mera maula karay, mera maula karay x2
Song Name: Mera Maula Kare
Music Director: Sanjeev Darshan
Lyricist: Sameer
Singer: Roop Kumar Rathod
Length: 05:22
Mera Maula Kare Lyrics
jo bekhudi hai aankh mein teri
woh bekhudi sharaab mein kahaan
jo taazgi hai husn mein tere
woh taazgi gulaab mein kahaan
jo shaaeyri hai jis mein tere
woh shaaeyri kitaab mein kahaan
tera husn salaamat rahe rahe
teri mujh pe inaayat rahe rahe
meri zindah mohabbat rahe rahe
mera maula karay, mera maula karay, mera maula karay x 2
teri ghaneyri zulfon ke saey mein
duniya basaaon main, duniya basaaon
chehre ke tere roshan ujaale se
raatain sajaaon main, raatain sajaaon
tera husn salaamat rahe rahe
teri mujh pe inaayat rahe rahe
meri zindah mohabbat rahe rahe
mera maula karay, mera maula karay, mera maula karay x 2
nazron mein door tak bikhre hain jalwe tere
in ko nihaaron main, in ko nihaaron
aaeina torr dun aankhon ke darpan mein
tujh ko sanwaarun main, tujh ko sanwaarun
tera husn salaamat rahe rahe
teri mujh pe inaayat rahe rahe
meri zindah mohabbat rahe rahe
mera maula karay, mera maula karay, mera maula karay x2
U R My Jaan Movie U R My Jaan - 2011
Movie: U R My Jaan
Song Name:U R My Jaan
Directed by: Aron Govil
Lyrics by: Sameer
Music Director: Sanjeev Darshan
Length: 4:22
U R My Jaan Lyrics
tum se alag main reh nahi sakta
kitni mohabbat, keh nahi sakta
repeat
tum mera dil ho, tum meri dharkan
tum meri saansain, tum mera jeevan
tum se juray hain armaan
U R My Jaan, U R My Jaan x 2
U R My Jaan, U R My Jaan x 2
dekhun tumhain to dekhta jaaon
sochun tumhain to sochta jaaon
ishq mein tere jee loon, mar loon
aankhon mein teri doobta jaaon
tum meri duniya, tum meri jannat
tum mera sapna, tum meri mannat
tum ho khayaalon ka jahaan
U R My Jaan, U R My Jaan x 2
U R My Jaan, U R My Jaan x 2
love me now and love me forever
sing with me, I'll leave you never
it's love that make me crazy
lovely lovely lovely
tum ne jagaa di agan yeh kesi
tum ne lagaa di lagan yeh kesi
tum se juri hai meri kahaani
ab hai tum hi se yeh zindagaani
tum mera rasta, tum meri manzil
tum meri khawaahish, tum meri haasil
tum ho mere jeene ka samaan
U R My Jaan, U R My Jaan x 2
U R My Jaan, U R My Jaan x 2
Song Name:U R My Jaan
Directed by: Aron Govil
Lyrics by: Sameer
Music Director: Sanjeev Darshan
Length: 4:22
U R My Jaan Lyrics
tum se alag main reh nahi sakta
kitni mohabbat, keh nahi sakta
repeat
tum mera dil ho, tum meri dharkan
tum meri saansain, tum mera jeevan
tum se juray hain armaan
U R My Jaan, U R My Jaan x 2
U R My Jaan, U R My Jaan x 2
dekhun tumhain to dekhta jaaon
sochun tumhain to sochta jaaon
ishq mein tere jee loon, mar loon
aankhon mein teri doobta jaaon
tum meri duniya, tum meri jannat
tum mera sapna, tum meri mannat
tum ho khayaalon ka jahaan
U R My Jaan, U R My Jaan x 2
U R My Jaan, U R My Jaan x 2
love me now and love me forever
sing with me, I'll leave you never
it's love that make me crazy
lovely lovely lovely
tum ne jagaa di agan yeh kesi
tum ne lagaa di lagan yeh kesi
tum se juri hai meri kahaani
ab hai tum hi se yeh zindagaani
tum mera rasta, tum meri manzil
tum meri khawaahish, tum meri haasil
tum ho mere jeene ka samaan
U R My Jaan, U R My Jaan x 2
U R My Jaan, U R My Jaan x 2
Bechara Dil Kya Kare Movie U R My Jaan - 2011
Movie: U R My Jaan
Song Name: Bechara Dil Kya Kare lyrics
Singers: Asha Bhosle
Lyrics: Gulzar
Music Director: R D Burman
Length: 5:31
Bechara Dil Kya Kare lyrics
bechara dil kya kare
sawan jale bhado jale
do pal kee rah nahee
ek pal ruke yek pal chale
ganv ganv me ghume re jogee
rogee change kare
mere hee man kaa tap naa jane
hath naa dhare
tere wasate lakho rasate
too jaha bhee chale
mere liye hain teree hee rahe
too jo sath le
Song Name: Bechara Dil Kya Kare lyrics
Singers: Asha Bhosle
Lyrics: Gulzar
Music Director: R D Burman
Length: 5:31
Bechara Dil Kya Kare lyrics
bechara dil kya kare
sawan jale bhado jale
do pal kee rah nahee
ek pal ruke yek pal chale
ganv ganv me ghume re jogee
rogee change kare
mere hee man kaa tap naa jane
hath naa dhare
tere wasate lakho rasate
too jaha bhee chale
mere liye hain teree hee rahe
too jo sath le
Wednesday, July 13, 2011
Bande lyrics Movie Men Will Be Men (2011)
Movie – Men Will Be Men (2011)
Song – “Bande”
Cast – Gaurav Chopra, Zeenal Kamdar, Rajesh Khattar, Rajesh Kumar, Rohit Khurana, Rahil Tandon
Director – Gorky
Music Director – Harpreet, Advait Nemlekar
Singer – Advait Nemelekar
Lyrics – Amit Anand Chauhan
Length-3:35
Bande lyrics
masti ki kashti dekho
nikle yaara
sapno ki nagri jaane
nikle yaara
armaan ki lehrein dekho
uthti yaara
thode se doobe
thode bheege yaara
bande…
bande…
jeene chale aise ab
khul ke yaara
dhoondenge khud ab ye
mile ke yaara
mil jayenge to phir na
bichdein yaara
rakh le dil mein saari
yaadien yaara
bande…
bande…
apne dil ke
hum shehzade
uniya apne
peeche bhaage
aise banke jawaan
mauj mana le
rang chadha le
balle balle
dhoom macha le
jeena chaar din aa
apne dil ke
hum shehzade
uniya apne
peeche bhaage
aise banke jawaan
mauj mana le
rang chadha le
balle balle
dhoom macha le
jeena chaar din aa
ho!
khushiyon ko aise
hum kyun tarse yaara
jeene konikle
ab hum ghar se yaara
bande…
bande…
bande…
bande…
Song – “Bande”
Cast – Gaurav Chopra, Zeenal Kamdar, Rajesh Khattar, Rajesh Kumar, Rohit Khurana, Rahil Tandon
Director – Gorky
Music Director – Harpreet, Advait Nemlekar
Singer – Advait Nemelekar
Lyrics – Amit Anand Chauhan
Length-3:35
Bande lyrics
masti ki kashti dekho
nikle yaara
sapno ki nagri jaane
nikle yaara
armaan ki lehrein dekho
uthti yaara
thode se doobe
thode bheege yaara
bande…
bande…
jeene chale aise ab
khul ke yaara
dhoondenge khud ab ye
mile ke yaara
mil jayenge to phir na
bichdein yaara
rakh le dil mein saari
yaadien yaara
bande…
bande…
apne dil ke
hum shehzade
uniya apne
peeche bhaage
aise banke jawaan
mauj mana le
rang chadha le
balle balle
dhoom macha le
jeena chaar din aa
apne dil ke
hum shehzade
uniya apne
peeche bhaage
aise banke jawaan
mauj mana le
rang chadha le
balle balle
dhoom macha le
jeena chaar din aa
ho!
khushiyon ko aise
hum kyun tarse yaara
jeene konikle
ab hum ghar se yaara
bande…
bande…
bande…
bande…
Sala Ye Kal lyrics Movie Men Will Be Men (2011)
Movie – Men Will Be Men (2011)
Song – “Sala Ye Kal”
Cast – Gaurav Chopra, Zeenal Kamdar, Rajesh Khattar, Rajesh Kumar, Rohit Khurana, Rahil Tandon
Director – Gorky
Music Director – Harpreet, Advait Nemlekar
Singer – Harshit Saxena, Kaushik Deshpande
Lyrics – Amit Anand Chauhan
Length-3:27
Sala Ye Kal lyrics
kal subha
jagi si aayegi apni
zindagi
kal subha
gungunayegi ab apni
zindagi
ho
ye khafaa zindagi
theek ho kal
ghum ke har sawaal
ka jawaab ho kal
kal kab aayega
par ye kal kab aayega yaar
sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega
tu mera bhai hai bhai
arre tere liye to
jaan bhi haazir hai yaar
abe ye mat samajhna m
mujhe chadh gayi hai
to kya bolta hai
ek ek small aur ho jaye
>
oonchi neechi rah pe
chale jo hum chale
ja ke manzilon pe hi mile
jo galat hai aaj kal
wo theek sa lage
aur shaam der se dhale
yaari mein hi apni
to shaam ho
manzilein bhi apni
ghulaam hon
kal kab aayega
sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega
sir main aapki bohat izzat karta hun
I love you yaar, you are my bro
yaar aaj chadh nahi rahi hai yaar
to ek ek aur small ho hi jaye yaar
chhotii moti aarzu
hum kyun karein
apni to lottery lage
jo bhi chahah aaj tak
roz wo mile
panchiyon ke sang hum udein
baadlon pe apna
naam ho
chand ke saath
do do jaam ho
kal kab aayega
abe yaar ye kal kab aayega yaar
sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega
Song – “Sala Ye Kal”
Cast – Gaurav Chopra, Zeenal Kamdar, Rajesh Khattar, Rajesh Kumar, Rohit Khurana, Rahil Tandon
Director – Gorky
Music Director – Harpreet, Advait Nemlekar
Singer – Harshit Saxena, Kaushik Deshpande
Lyrics – Amit Anand Chauhan
Length-3:27
Sala Ye Kal lyrics
kal subha
jagi si aayegi apni
zindagi
kal subha
gungunayegi ab apni
zindagi
ho
ye khafaa zindagi
theek ho kal
ghum ke har sawaal
ka jawaab ho kal
kal kab aayega
par ye kal kab aayega yaar
sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega
tu mera bhai hai bhai
arre tere liye to
jaan bhi haazir hai yaar
abe ye mat samajhna m
mujhe chadh gayi hai
to kya bolta hai
ek ek small aur ho jaye
>
oonchi neechi rah pe
chale jo hum chale
ja ke manzilon pe hi mile
jo galat hai aaj kal
wo theek sa lage
aur shaam der se dhale
yaari mein hi apni
to shaam ho
manzilein bhi apni
ghulaam hon
kal kab aayega
sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega
sir main aapki bohat izzat karta hun
I love you yaar, you are my bro
yaar aaj chadh nahi rahi hai yaar
to ek ek aur small ho hi jaye yaar
chhotii moti aarzu
hum kyun karein
apni to lottery lage
jo bhi chahah aaj tak
roz wo mile
panchiyon ke sang hum udein
baadlon pe apna
naam ho
chand ke saath
do do jaam ho
kal kab aayega
abe yaar ye kal kab aayega yaar
sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega
sala ye kal kab aayega
Ye Raat lyrics Movie Men Will Be Men (2011)
Song – “Ye Raat”
Cast – Gaurav Chopra, Zeenal Kamdar, Rajesh Khattar, Rajesh Kumar, Rohit Khurana, Rahil Tandon
Director – Gorky
Music Director – Harpreet, Advait Nemlekar
Singer – Meenal Jain
Lyrics – Amit Anand Chauhan
Length-3:36
Ye Raat lyrics
ye raat
dhalne lagi hai
ye raat
jalne lagi hai
karvat badal ke
machalne laghi hai
baahon mein teri ye
pighalne lagi hai
armaan ye jal jaane do
ye raat
dhalne lagi hai
ye raat
jalne lagi hai
ye raat teri baaton mein
haule se ulajh jayegi
ye raat waadon se tere
sulajh jayegi
ye raat hai
ya hai nasha
ismein behek jaane do
ye raat
dhalne lagi hai
ye raat
jalne lagi hai
ye raat tanha
akeli baras jayegi
ye raat nazrein mili to
theher jayegi
ye raat hai
parda nashi
parde sarak jaane do
ye raat
dhalne lagi hai
ye raat
jalne lagi hai
Cast – Gaurav Chopra, Zeenal Kamdar, Rajesh Khattar, Rajesh Kumar, Rohit Khurana, Rahil Tandon
Director – Gorky
Music Director – Harpreet, Advait Nemlekar
Singer – Meenal Jain
Lyrics – Amit Anand Chauhan
Length-3:36
Ye Raat lyrics
ye raat
dhalne lagi hai
ye raat
jalne lagi hai
karvat badal ke
machalne laghi hai
baahon mein teri ye
pighalne lagi hai
armaan ye jal jaane do
ye raat
dhalne lagi hai
ye raat
jalne lagi hai
ye raat teri baaton mein
haule se ulajh jayegi
ye raat waadon se tere
sulajh jayegi
ye raat hai
ya hai nasha
ismein behek jaane do
ye raat
dhalne lagi hai
ye raat
jalne lagi hai
ye raat tanha
akeli baras jayegi
ye raat nazrein mili to
theher jayegi
ye raat hai
parda nashi
parde sarak jaane do
ye raat
dhalne lagi hai
ye raat
jalne lagi hai
Sans Albeli Lyrics Aarakshan
Song Details:-
Song Name: Saans Albeli
Film/Album: Aarakshan
Music Director: Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca
Lyricist: Prasoon Joshi
Length: 5:45
Saans Albeli Lyrics
Sans albeli sans albeli
Sans albeli sans albeli
Saans albeli.. saans albeli
Kaun si dor kheeche
Kaun si kaate re kaate re
Saans albeli saans albeli
Kaun si dor kheeche
Kaun si kaate re kaate re
Sans albeli
Kahe kaahe mohe baante re
Baante re
Kaun si dor kheeche
Kaun si kaate re
Kaate re
Man jungal me
Aandhi hulchal
Patte bhichdan lage re
Lehar lehar utpat nadi mein
Hridya jwar sa jaage
Jeevan shor
Aaye aur jaaye
Jeevan shor
Aaye aur jaaye
Shaswat
Bus sannaate re
Shaswat
Bus sannaate re (sannaate re sannaate re sannaate re)
Kaun si dor kheeche
Kaun si kaate re kaate re
Saans albeli saans albeli
Saans albeli saans albeli
Bade jatan se fasal lagai
Chun chun beej rachaai
Baad takitaki ki rakhwari
Dabiyan kur muskaye
Bhaag chirayia
Badi nitoor hai
Bhaag chirayia
Badi nitoor hai
Kaun jo usko
Daante re
Kaun jo usko
Daante re, daante re
Kaun si dor kheeche
kaun si kaate re kaate re
Saans albeli saans albeli
Saans albeli saans albeli
Saans albeli saans albeli
Saans albeli saans albeli
Song Name: Saans Albeli
Film/Album: Aarakshan
Music Director: Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca
Lyricist: Prasoon Joshi
Length: 5:45
Saans Albeli Lyrics
Sans albeli sans albeli
Sans albeli sans albeli
Saans albeli.. saans albeli
Kaun si dor kheeche
Kaun si kaate re kaate re
Saans albeli saans albeli
Kaun si dor kheeche
Kaun si kaate re kaate re
Sans albeli
Kahe kaahe mohe baante re
Baante re
Kaun si dor kheeche
Kaun si kaate re
Kaate re
Man jungal me
Aandhi hulchal
Patte bhichdan lage re
Lehar lehar utpat nadi mein
Hridya jwar sa jaage
Jeevan shor
Aaye aur jaaye
Jeevan shor
Aaye aur jaaye
Shaswat
Bus sannaate re
Shaswat
Bus sannaate re (sannaate re sannaate re sannaate re)
Kaun si dor kheeche
Kaun si kaate re kaate re
Saans albeli saans albeli
Saans albeli saans albeli
Bade jatan se fasal lagai
Chun chun beej rachaai
Baad takitaki ki rakhwari
Dabiyan kur muskaye
Bhaag chirayia
Badi nitoor hai
Bhaag chirayia
Badi nitoor hai
Kaun jo usko
Daante re
Kaun jo usko
Daante re, daante re
Kaun si dor kheeche
kaun si kaate re kaate re
Saans albeli saans albeli
Saans albeli saans albeli
Saans albeli saans albeli
Saans albeli saans albeli
Roshane Lyrics Aarakshan
Song Details:-
Song Name: Roshane
Film/Album: Aarakshan
Music Director: Shankar Mahadevan, Ehsaan Noorani, Loy Mendonca
Lyricist: Prasoon Joshi
Length: 4:37
Roshane Lyrics
Baras rahi hai
Roshanee..
Baras rahi hai
Roshanee..
Dewarien todke
Rahon ko modke
Nikli hai roshnee
Har bandhan chodke
Gholo gholo
Yeh andhere haan
Banadi sihayi aur
Likh do tum
Nayi subah..
[ Nayi subah
Nayi subah]
Todo taale
Suraj ko khol do
Sabki..muthi..
Roshan hai Bol do
Todo kuyien
Aur kar do tum nadi
Peelo..baaton
Hai sab ki roshni
Roshanee…
Hai yeh sabki roshanee
Pighli hai yeh roshane
Hai yeh sabki roshanee
Pighli hai yeh roshane
Baras rahi hai
Roshanee..
Sabke liye raste ho
Aasha ke baste ho
Jinme ujaale baste ho
Ho..sabke liye raste ho
Aasha ke baste ho
Jinme ujaale baste ho
Khai seedhi
Mit mit gayi
Khai seedhi
Hat hat gayi
Ho..sabka suraj
Sabka asmaan
Ab yahaan
Todo taale
Suraj ko khol do
Sabki..muthi..
Roshan hai bol do
Todo kuyien
Aur kar do tum nadi
Peelo..baaton
Hai sab ki roshni
Roshanee…
Hai yeh sabki roshanee
Pighli hai yeh roshane
Hai yeh sabki roshanee
Pighli hai yeh roshane
Roshanee ki raali
Dhoop felhi felhi
Rut yeh nayi hai naweli
Roshanee ki raali
Dhoop felhi felhi
Rut yeh nayi hai naweli
Ab toh san hai
Phisre hue
Engine sabka
Khiske hue
Ho sabki manzil
Aabka carvaan
Ab yahan
Todo taale
Suraj ko khol do
Sabki..muthi..
Roshan hai bol do
Todo kuyien
Aur kar do tum nadi
Peelo..baaton
Hai sab ki roshni
Roshanee…
Hai yeh sabki roshanee
Pighli hai yeh roshane
Hai yeh sabki roshanee
Pighli hai yeh roshane
Kaun Si Dor Lyrics Aarakshan
Song Details:-
Song Name: Kaun Si Dor
Film/Album: Aarakshan
Music Director: Prakash Jha, Firoz Nadiadwala
Lyricist: Prasoon Joshi
Length: 4:00
Lyrics of Kaun Si Dor
Saans albeli
Saans albeli
Saans albeli
Saans albeli
Saans albeli
Saans albeli
Kaun si dor kheeche
Kaunsi kaate re kaate re
Saans albeli
Saans albeli
Kaun si dor kheeche
Kaunsi kaate re kaate re
Saans albeli kahe kahe
Mohe baante re baante re
Kaun si dor kheeche
Kaunsi kaate re kaate re
Mann jungal mein
Aandhi hulchal
Patte bhichdan lage re
Lehar lehar
Utpat nadi mein
Hridya jwaar sa jaage
Jivan shor aaye
Aur jaye
Jivan shor aaye
Aur jaye
Shaswat bus
Sannate re
Shaswat bus
Sannate re
Sannate re
Sannate re
Sannate re
Kaun si dor kheeche
Kaunsi kaate re kaate re
Saans albeli
Saans albeli
Saans albeli
Saans albeli
Saans albeli
Bade jatan se fasal lagaai
Chun chun beej rachai
Baad taktaki ki rakhwari
Dabiyan kur mukaye
Bhaag chirayia
Badi nithoor hai
Bhaag chirayia
Badi nithoor hai
Kaun jo usko daante re
Kaun jo usko daante re
Daante re
Kaun si dor kheeche
Kaunsi kaate re kaate re
Saans albeli
Saans albeli
Saans albeli
Saans albeli
Saans albeli
Saans albeli
Saans albeli
Saans albeli
Saans albeli
Mauka Song Lyrics from Aarakshan
Song Details:-
Song Name: Mauka
Film/Album: Aarakshan
Music Director: Shankar, Ehsaan & Loy
Lyricist: Prasoon Joshi
Length: 4:00
Lyrics of Mauka
Zara pankh kholo, phir udaan dekhna
Zara mauka toh do, Phir aasmaan dekhna
Zara pankh kholo, Phir udaan dekhna
Zara mauka toh do, Phir aasmaan dekhna
Baraabar ki line toh kheenchon zara
Baraabar ki line toh kheenchon zara
Phir himmat badi ya bhagwan dekhna
Dede mauka de de de de
Dede mauka de
Ik chance toh de de meri jaan tum
Meri jaan tum phir udaan dekhna [x3 times]
Dede dede Mauka dede
Dede re mauka
Dede re mauka
Dede re de
Dede re yaar
Mauka Mauka Mauka Mauka Mauka
de de
Mauka Mauka Mauka Mauka
Gujariya gujariya gujariya chali latak ke
Ha..
Dikha de Dikha de
Ha..!
Dikha de ada chatak ke
Arey meri najar gajak
Ajak gakaj, Gajak karari
Loot le loot le loot le basti saari
Dede mauka de de de de
Dede mauka de
Achha Lagta Hai Song Lyrics from Aarakshan
Song Details:-
Song Name: Achha Lagta Hai
Film/Album: Aarakshan
Singer(s): Mohit Chauhan, Shreya Ghoshal
Music Director: Shankar, Ehsaan & Loy
Lyricist: Prasoon Joshi
Length: 3:56
Lyrics of Achha Lagta Hai
Zatak kar zulf jab tum tauliye se baarishein azaad karti ho
Achha lagta hai
Hila kar honth jab bhi haule haule guftagu ko saaz karti ho
Achha lagta hai
Oo khushboo se behlao na, seedhe point pe aao na
Aaankh men aankhein daal ke keh do, khwaabon mein dehlayo na
Zara short mein batlao na
Seedhe point pe aao na, seedhe point pe aao na
La la la ..
Alag ehsaas hota hai, tumhare paas hone ka
Sarakti sarsarahat ki nadi mein reshmi lamhe bheegone ka
O ho ho zara sa mod kar gardhan jab apni hi adaa par naaz karti ko
Achha lagta hai
Oo labzon se behlao na, chhoti motti behkao na
Haathon ko haathon mein le ke woh teen shabd tapkao na
Zara short mein, batlao na
Seedhe point pe aao na, haan seedhe point pe aao na
Woh tere dhyaan ki khushboo, main sar tak odh leta hoon
Bhatakti saans ko teri gali mein gungunaane chhod deta hoon
Ho ho ho tum apni khidkiyon ko khol kar jab bhi naye aagaz karti ho
Achha lagta hai
Hoo gali gali gali gali gali gali bhatkao na, ghadi ghadi uljhao na
Senti ho main jaan gayi hoon action bhi dikhlao na
Zara short mein batlao na
Seedhe point pe aao na, ho seedhe point pe aao na
Ho seedhe ho seedhe, ho seedhe point pe aao na
Friday, July 1, 2011
Vande Mataram Lyrics -Gandhi To Hitler
![](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEie7cdTM0DBiEqTeZoutx6ibt-DwjUhajx0jChY1CmsNZS7P4kO4i8sfJvLto8cl1iTpo3IdqGpYuyPUcTK837YwqH67AYPNo0yWgu-3wGQPwKUJFzndQq0huOm8HEyZP88mAcjV8hImbo/s200/gandhitohitler.jpg)
Song Writer: Pallavi Mishra
Singer: Shaan
Movie Album: Gandhi to Hitler
Music Composer:Hemant Kumar
Star Cast: Raghubir Yadav as Adolf Hitler, Neha Dhupia as Eva Braun, Avijit Dutt as Mahatma Gandhi
Tags: yeh jazba lyrics, Gandhi to Hitler songs lyrics, Gandhi to Hitler lyrics, Shaan song in gandhi to hitler, yeh jazba hamara hai azaadi ka
Vande Mataram ( Lyrics )
vande maataram..
vande maataram..
maataram..
sujalaam sufalaam malayaj sheetalaam
sasyashyaamalaam maataram
vande..
shubhrajyotsna pulakit yaaminiim
phulla kusumita drumadal shobhiniim
suhaasinim sumadhura bhaashhinim
sukhadaam varadaam
maataram.. vande maataram
sapta koti kantha kalakala ninaada karaale
nisapta koti bhujaidhruta kharakarvaale
sapta koti kantha kalakala ninaada karaale
nisapta koti bhujaidhruta kharakarvaale
ka bola ka noma eith bole
bahubal dhaariniin namaami taariniim
ripudalavaariniin maataram
vande maataram ...
tumi vidyaa tumi dharma, tumi hridi tumi marma
tvan hi praanaah shariire
baahute tumi maa shakti,
hridaye tumi maa bhakti,
tomaarai pratimaa gadi mandire mandire
vande maataram..
tvan hi durgaa dashapraharanadhaarinii
kamalaa kamaladala vihaarinii
vaanii vidyaadaayinii, namaami tvaam
namaami kamalaan amalaan atulaam
sujalaan sufalaan maataram
vande maataram..
shyaamalaan saralaan susmitaan bhuushhitaam
dharaniin bharaniin maataram
vande maataram....
VAISHNAV JAN TO TENE KAHIYE Lyrics -Gandhi To Hitler
![](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEie7cdTM0DBiEqTeZoutx6ibt-DwjUhajx0jChY1CmsNZS7P4kO4i8sfJvLto8cl1iTpo3IdqGpYuyPUcTK837YwqH67AYPNo0yWgu-3wGQPwKUJFzndQq0huOm8HEyZP88mAcjV8hImbo/s200/gandhitohitler.jpg)
Writer: Mahatma Gandhi
Singer: Shaan
Movie Album: Gandhi to Hitler
Music Composer: Arbind-Lyton
Star Cast: Raghubir Yadav as Adolf Hitler, Neha Dhupia as Eva Braun, Avijit Dutt as Mahatma Gandhi
As we all know that this is famous bhajan written by Mahatma Gandhi. Actual song was bit hard to understand so Dr. Pallavi Mishra simplified the lyrics. She did it nicely, she kept meaning intact.
There are two versions of the Bhajan one is Sung by Dr. Bhupen Hazarikaand another one is female version sung by Penaz Masani.
Vaishnav Jan Toh Tene Kahiye Song Lyrics
Jai Ram Ram...
Vaishnav jan to tene kahiye je
Peer paraayi jaane re
Dukh dooje ka harkar bhi
Abhiman na mann me aane re
Jai Ram Ram...
Jan-manas ki jo kare Badhai
Jan-manas ki jo kare Badhai
Na kare kabhi buraai re
Vachan, karam, mann paawan jinke
Dhanya hai unki maai re
Jai Ram Ram.....
Lobh tyag sab ko sam dekhe
Lobh tyag sab ko sam dekhe
Par-Naari ko maa maane re
Jeevha kate par jhooth na bole
Par-Dhan ko meetti jaane re
Vaishnav jan to tene kahiye je
Peer paraayi jaane re
Moh-Maya se pare rahe jo
Moh-Maya se pare rahe jo
Vairagya ho jinke mann me re
Ram naam ki mad me pagal
Har teerth basa ho tann me re
Vaishnav jan to tene kahiye je
Peer paraayi jaane re
Jai Ram Ram...
Lobh se door ho
Kapat rahit
Jinhe Kaam krodh na vyape re
Kavi Narsi darshan abhilashi
Jo kul ko moksh dilaye re
Vaishnav jan to tene kahiye je
Peer paraayi jaane re
Jai Ram Ram......
YEH JAZBA HAMARA HAI AAZADI KA Lyrics -Gandhi To Hitler
![](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEie7cdTM0DBiEqTeZoutx6ibt-DwjUhajx0jChY1CmsNZS7P4kO4i8sfJvLto8cl1iTpo3IdqGpYuyPUcTK837YwqH67AYPNo0yWgu-3wGQPwKUJFzndQq0huOm8HEyZP88mAcjV8hImbo/s200/gandhitohitler.jpg)
Song Writer: Pallavi Mishra
Singer: Shaan
Movie Album: Gandhi to Hitler
Music Composer: Arbind-Lyton
Star Cast: Raghubir Yadav as Adolf Hitler, Neha Dhupia as Eva Braun, Avijit Dutt as Mahatma Gandhi
Tags: yeh jazba lyrics, Gandhi to Hitler songs lyrics, Gandhi to Hitler lyrics, Shaan song in gandhi to hitler, yeh jazba hamara hai azaadi ka
Yeh Jazba Hamara Aazadi Ka Song Lyrics
Aur yeh hai hamara Hindustan
Jahan ghulami ki zanjeer kaatne ko tatpar hain
Aazad Hind Fauj ke Jawaan
Spandan-heen hridaya me josh nayabharna hai aaj
Maatr bhoomi ka karz ada karna hai aaj
Shaheedo ke lahu-luhan qadam pade jin raahon par
Unn raahon par bankar phool qadamo tale bikharna hai aaj
Yeh jazba hamara hai aazadi ka
In Goron ki jashn-e-barbadi ki [x2 times]
Qadam qadam milana hai, aage badhte jana hai
Aage badhte jana hai
Yeh jazba hamara hai aazadi ka
In Goron ki jashn-e-barbadi ki [x2 times]
Qadam qadam milana hai, aage badhte jana hai
Aage badhte jana hai
Toofano ki fiqr nahi, Aandhiyon ka darr nahi
Kate Bhale ye sar magar ise nahi jhukana hai [x2 times]
Qadam qadam milana hai, aage badhte jana hai
Aage badhte jana hai [x2 times]
Iraade pe yaqeen kar, Haq lenge chhen kar
Sar sehra har haal mein sajana hai [x2 times]
Qadam qadam milana hai, aage badhte jana hai
Aage badhte jana hai [x2 times]
Pukaarti hai dharti maa, qaid se karo riha
Lahu jigar ka deke bhi, jo khoya wo pana hai [x2 times]
Qadam qadam milana hai, aage badhte jana hai
Aage badhte jana hai [x2 times]
Yeh jazba hamara hai aazadi ka
In Goron ki jashn-e-barbadi ki [x2 times]
Qadam qadam milana hai, aage badhte jana hai
Aage badhte jana hai [x3 times]
HAR ORE TABAAHI KA MANZAR Lyrics - Gandhi To Hitler
![](https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEie7cdTM0DBiEqTeZoutx6ibt-DwjUhajx0jChY1CmsNZS7P4kO4i8sfJvLto8cl1iTpo3IdqGpYuyPUcTK837YwqH67AYPNo0yWgu-3wGQPwKUJFzndQq0huOm8HEyZP88mAcjV8hImbo/s200/gandhitohitler.jpg)
Singer: Jagjit Singh
Movie Album: Gandhi to Hitler
Music Composer: Arbind-Lyton
Star Cast: Raghubir Yadav as Adolf Hitler, Neha Dhupia as Eva Braun, Avijit Dutt as Mahatma Gandhi
Tags: Har ore tabahi ka manzar lyrics, Gandhi to Hitler songs lyrics,Gandhi to Hitler lyrics, har ore tabahi Jagjit Singh, har aur tabahi ka manzar, tabahi ka manjar lyrics.
Har Ore Tabahi ka Manzar Song Lyrics
Dwiteeya vishwayuddh ka kaal
Bhukhmari aur Tabahi si thi Janta Behaal
Germany ke takht par betha tha jo hukmaran
Kara raha tha muhaiyya logo ko maut ka saamaan
Baarood ke dher pe sulag rahi thi Qayanat
Jab khaak mein mil jayega sab
toh kiski jeet aur kaisi maat
Dhamake ki goonj mein gum ho rahi kilkariyan
Chal rahi ho mano maut ke jashn ki taiyyariyan
Har ore tabahi ka manzar
Har ore tabahi ka manzar
Garja vinaash ka badal hai
aa...
Har ore tabahi ka manzar
Garja vinaash ka badal hai
Kahin sehma-sehma bachpan hai
Kahin rota maa ka aanchal hai
Jo chale jeetne duniya ko
kya khabar nahi hai ye unko
Jo chale jeetne duniya ko
kya khabar nahi hai ye unko
Jab jang jeet ke aayenge
sab kuch namu paayenge
Kahin sooni sooni basti hai [aaa....]
Subscribe to:
Posts (Atom)