Thursday, July 28, 2011

Bodyguard 2011 All Songs Lyrics

Khap 2011 All Lyrics

DEEWANGI LYRICS MOVIE KHAP-2011

Movie: Khap
Song Name:Deewangi ab na kam
Music Director: Annujj Kappoo
Music Composer: Annujj Kappoo
Singer: Shaan, Shreya Ghoshal
Length: 04:36






Deewangi Song Lyrics


Deewangi ab na kam ho
Yeh aashiqi kam na ho

Yeh bekhudi ab na kam ho
Ab yeh khushi kam na ho

Ho..Ab nahi hai dhuaan, khul gaya samaa
Ho gaya hai jawaan ab nasheela samaa

Kal ki woh dastaan
ab na dhoondo yahaan
kal ke beete nishaan

Deewangi ab na kam ho
Yeh aashiqi kam na ho
Kam na ho

Humko manzil mili humko saahil mila
Zindagi me chala pyar ka silsila

Tumne ye kya kaha humne ye kya suna
Phir dhadakane laga jhoom kar ye jiya

Gham ka sooraj dhala, phool man ka khila
Mit gaya faasla ab raha na gila

Deewangi ab na kam ho
Yeh aashiqi kam na ho

Deewangi ab na kam ho
Yeh aashiqi kam na ho
Yeh bekhudi ab na kam ho
Ab yeh khushi kam na ho

Yeh raat ki tanhaiyaan chhayi hai madhoshiyan
Sun lo zara kehti hai kya chupke se khamoshiyan
Tum ho mere humsafar jeevan ke har mod par

Jayenge ab hum kahaan
Daaman tera chhod kar

Deewangi ab na kam ho
Yeh aashiqi kam na ho
Yeh bekhudi ab na kam ho
Ab yeh khushi kam na ho

Thursday, July 21, 2011

Chand Wahi Hai Movie U R My Jaan - 2011

Movie: U R My Jaan
Song Name:Chand Wahi Hai
Music Director: Sanjeev Darshan
Lyricist: Sameer
Singer: Javed Ali - Shreya Ghoshal
Length: 04:38








Chand Wahi Hai Lyrics

chaand wahi hai, raat alag hai
wahi saawan, barsaat alag hai
phool wahi hai, khushbu judaa hai
maajra kya yeh mere Khuda hai
kya yeh jaadu pyaar ka hai x 2
chaand wahi hai, raat alag hai
wahi saawan, barsaat alag hai


na beqaraari, na to nasha tha
pehle nahi kuchh aisa huwa tha
aawaargi hai, deewaana pan hai
bechain itna kiyun aaj mann hai
kya yeh jaadu pyaar ka hai x 2
chaand wahi hai, raat alag hai
wahi saawan, barsaat alag hai


raahain gum hain, main chal rahi hun
sardiyon mein bhi main jal rahi hun
hone laga hai badlaaow mujh mein
koi kashish hai jaan-e-jaan tujh mein
kya yeh jaadu pyaar ka hai x 2
chaand wahi hai, raat alag hai
wahi saawan, barsaat alag hai



Bin Tere We Mahi Movie U R My Jaan - 2011

Movie: U R My Jaan
SongName:Bin Tere We Mahi
Music Director: Sanjeev Darshan
Lyricist: Sameer
Singer: Master Salim - Richa Sharma
Length: 05:46









Bin Tere We Mahi Lyrics

saagar angaara lagta hai
banjar jag saara lagta hai
teri yaad hawa mein behti hai
ek bheerr si hoti rehti hai
bin tere we maahi bin tere kiyun mera dil nai O lagda x 2
nai O lagda dil nai O lagda x 8


dhoondun main rasta manzil mein
ek aas kahin zindah dil mein
chaahat yeh kahaan le aai hai
yahaan chaaron taraf tanhaai hai
bheegi aankhon mein khawaabon ka basera we maahi ab nai O saj da x 2
bin tere we maahi bin tere kiyun mera dil nai O lagda


do aahon ki majboori ka
aaya hai mausam doori ka
dharkan pe zakhm ka pehra hai
lamha lamha kahin thehra hai
meri nazron ko koi bhi nazaara ni sohnri ab nai O jachda x 2
bin tere we maahi bin tere kiyun mera dil nai O lagda



aise sadme se guzarti hun
na jeeti hun, na marti hun
tere khawaab mein doobi hain aankhain
tere naam pe atki hain saansain
ek tere siwa yeh dil mera rab se kuchh aur nai O mangda x 2
bin tere we maahi bin tere kiyun mera dil nai O lagda
nai O lagda dil nai O lagda x 8



Mein Zamein Pe Hu Movie U R My Jaan - 2011

Movie: U R My Jaan
Song Name:Mein Zamein Pe Hu
Music Director: Sanjeev Darshan
Lyricist: Sameer
Singer: Shreya Ghoshal
Length: 04:52






Mein Zamein Pe Hu Lyrics

main zameen pe hun, aasmaan mein hun
Rabba! tu bata, Rabba! tu bata
is jahaan mein hun, saahilon pe hun
kehkashaan pe hun
Rabba! tu bata, Rabba! tu bata
kis jahaan mein hun

na hosh hai, na khayaal hai
na khushi mujhe, na malaal hai
[repeat]
main akeli bhi kaarwaan mein hun
Rabba! tu bata, Rabba! tu bata
kis jahaan mein hun


chalte chalte ruk jaaon, rukte rukte main chal deti hun
aate jaate bewajah hi raasta main badal deti hun

na hosh hai, na khayaal hai
na khushi mujhe, na malaal hai

main akeli bhi kaarwaan mein hun
Rabba! tu bata, Rabba! tu bata
kis jahaan mein hun


kya huwa hai, kiyun huwa hai, mujh ko to nahi kuchh pata hai
main deewaani lagti hun, is main na meri kuchh khata hai

na hosh hai, na khayaal hai
na khushi mujhe, na malaal hai

main akeli bhi kaarwaan mein hun
Rabba! tu bata, Rabba! tu bata
kis jahaan mein hun


Mera Maula Kare Movie U R My Jaan-2011

Movies: U R My Jaan
Song Name: Mera Maula Kare
Music Director: Sanjeev Darshan
Lyricist: Sameer
Singer: Roop Kumar Rathod
Length: 05:22





Mera Maula Kare Lyrics

jo bekhudi hai aankh mein teri
woh bekhudi sharaab mein kahaan
jo taazgi hai husn mein tere
woh taazgi gulaab mein kahaan
jo shaaeyri hai jis mein tere
woh shaaeyri kitaab mein kahaan

tera husn salaamat rahe rahe
teri mujh pe inaayat rahe rahe
meri zindah mohabbat rahe rahe
mera maula karay, mera maula karay, mera maula karay x 2


teri ghaneyri zulfon ke saey mein
duniya basaaon main, duniya basaaon
chehre ke tere roshan ujaale se
raatain sajaaon main, raatain sajaaon

tera husn salaamat rahe rahe
teri mujh pe inaayat rahe rahe
meri zindah mohabbat rahe rahe
mera maula karay, mera maula karay, mera maula karay x 2


nazron mein door tak bikhre hain jalwe tere
in ko nihaaron main, in ko nihaaron
aaeina torr dun aankhon ke darpan mein
tujh ko sanwaarun main, tujh ko sanwaarun

tera husn salaamat rahe rahe
teri mujh pe inaayat rahe rahe
meri zindah mohabbat rahe rahe
mera maula karay, mera maula karay, mera maula karay x2